Kasrat Peshab Se Nijat





Aaj main un hazraat ke liye ek aasaan nuskha le kar aaya hon jin ko peshab ziyada aata
hai.

Anaar ka chhilka pees kar 4 se 6 maasha tak taza pani ke saath din main ek martba istaemal
karien chand dinon ke istaemal se masana ki garmi aur peshab ki beemari door ho jae gi.
Previous
Next Post »