Kiya aap apne danton ko motiyon ki tarah chamakdar aur safed banana chahte hain.
To yaqeenan is ziyadha aur tez tariqa nahien ho sakta.
Aap long ke tail ke do ya ten qatre toothbrush pe tapkaien aur achhi tarah se brush kar
lien rozmarh ki tarah phir aap kamal dekhien ke kese dant motiyoun ki tarah chamakdar
bante hain, yaad rahe ke ye amal aap hafte main ek baar zaroor kiya karien to aap ko aur
kisi gharelo totke ki zaroorat nahien parre gi.
ConversionConversion EmoticonEmoticon