Pait Ke Gas Ka Desi Gharelu Ilaj, Domestic Treatment Of Intestinal Gas






Aaj main un hazraat ke liye ek gharelo totka laya hon jo pait ki gas ki wajah se
pareshan hain.

2 chamach soonf, 1 chae ka chamach ajwain, 11 kali mirch, 4 pate podeena, aur
thorra namak le kar 3 piyali pani main pakaien jab pani 2 piyali rah jaien to choolhe
se utaar lien.
Din main do martba adhi piyali peeien ek khane ka chamach adrak ka ras ek chutki namak
ke saath subha nihaar mu peeien.
Aap ki pait ki gas khatam ho jae gi.
Previous
Next Post »